Song | Raza |
Artist | Salman Elahi |
Album | Raza (Single 2025) |
Written by | Salman Elahi |
Produced by | Dream Art Records |
Raza Salman Elahi Lyrics
Na fikr-e-farda na gham-e-maazi
Na fikr-e-farda na gham-e-maazi
Main khuda ki har raza mein raazi
Na fikr-e-farda na gham-e-maazi
Usne hi banaye ye kohsaar oonche oonche
Galiyaan chaubaar aur ye koonche koonche
Usne hi banaye ye kohsaar oonche oonche
Galiyaan chaubaar aur ye koonche koonche
Uske hi dam se chale ye sara jahan
Kyun tu fikr kare meri jaan
Na fikr-e-farda na gham-e-maazi
Na fikr-e-farda na gham-e-maazi
Main khuda ki har raza mein raazi
Na fikr-e-farda na gham-e-maazi