Song | Dur |
Artist | Nishh & Ushvir |
Album | Dur (Single 2025) |
Written by | Nishh & Ushvir |
Produced by | Ushvir & Aniruddh Khanna |
Dur Nishh & Ushvir Lyrics
Ye shaam bhi, Dhalti nahi
Berang si, hai zindagi
Dhundha karein hum wo hasi
Par wo haseen, milti nahi
Tum jaa rhe ho kyun yun mujhe chorr kr
Aahein bharunga kaise bina
Tumhare
Waise toh bethe ho tum mere saamne
Aese lage ke tu haa chuka yahan se
Teri yaad aae, dil ko sataye
Jab bhi tu aae tere saath aae
Tu paas hoke bhi
lagta kyun hai dur
Yaad aae, teri yaad aae
tu jab bhi aae tu saath aae
Tu…kyun lagta hai dur
kyun lagta hai dur
Teri yaad aa rhi hai
Likhne ko pr kuch khaas nahi hai
Maut lage mujhe ab kyun paas aagyi hai
Ab ye na zindagi raas aa rhi hai
Inn dino tere mizaaz chakhta hoon
Aankhon mei teri mai ye fariyad padhta hoon
Ye jaana chahein humse dur yun hamesha.
Phir bhi hasi ka mai libaas rakhta hoon
Hasi ka libaas rakhta hoon mai
Tujhse pyaar karta hoon mai
Tujhko yaad karta hoon mai
par tu na aae
Tujhe yaad karta hoon mai
Tujhe yaad karta hoon mai
Tujhe yaad karta hoon mai
Par tu na aae
oooo..
Teri yaad aae, dil ko sataye
Jab bhi tu aae tere saath aae
Tu paas hoke bhi
lagta kyun hai dur
Yaad aae, teri yaad aae
tu jab bhi aae tu saath aae
Tu…kyun lagta hai dur
kyun lagta hai dur